If you are looking for most excellent Happy mood status for whats app in urdu or Facebook then have a look at this amazing collection. This Urdu one line status collection is absolutely unique and cool. Whats App is almost used by everyone and when you want to update your status you can’t make a status every time. Or when you want to share some good piece of advice or greeting so it’s not easy to convert it, into words. So I hope you will like a status or message from this collection. If you like then don’t forget to share it with your friends too. Talking further about Happy mood status for whats app in urdu.
Happy mood status for whatsapp in urdu:
If you are looking awesome status for your WhatsApp then you come at right place.
- Har cheez apne waqat pe achi lagti hay, naiki kamanay ka sahi waqat jawani hay, hum naikiyan us waqat krtay hain jub hum buraiyan karnay k qabil nahi rehtay.
- Agar rasta khoobsurat hay to maloom karo kis manzil ko jata hay, lekin agar manzil khoobsurat hay to rastay ki prwah na karo.
- Baaz oqat duayen Rab k faislay nahi badltin, magar apka dil badal deti hain aur Rab k faislay k mutabiq kr deti hain.
- Apni zuban ko dusron k ayebon se alooda na karo, kyun k ayeb tumhare bhi hain aur zuban dusron ki bhi hay.
- Dar lgta hay esi khushi se jo dusron ko dukh denay se hasil ho.
- Hamaray alfaz hi hamari shanakhat hain.
- Aanso Khaliq aur makhlooq k drmyan koi parda nahi rehnay detay.
- Insan wahid makhlooq hay jiska zehar usk alfaaz main hota hay.
- Kuch batain sirf Allah aur insaan k bech hoti hain.
- Bhrosa rakho us Rab pr jo deta hay bin mangay.
- Kuch dard esay hotay hain k insaan rona chahe to roya ni jata.
- Khamoshi aur sabar kamzori nahi bahaduri hain.
- Kuch raaston pe paon nahi dil thak jata hay.
- Jahan bar bar apni baton ki safai deni paray wo rishtay gehray nahi hote.
- Mazboot log khamosh rehtay hain kisi se shikayat nahi krtay.
- Jab insan zindagi k imtehano say pathar ho jaye to phir koi dil dukha bhi day to bura nahi lagta.
- Yaqeen janain har admi insan nahi hota.
- Kabhi sab kuch khatam hone k bawjood insan kisi mojzay k intzaar main rehta hay.
” Sabar ka daman hath say na choro
Har Kam Asan Hony say pehly mushkil hota hai. “